Wednesday, January 12, 2005

Sertraline HCL

US Patent US5248699
Sertraline HCL form II
(1S-cis)-4-(3,4-dichlorophenyl)-1,2,3,4-tetrahydro-N-methyl-1-naphthalenamine hydrochloride (C17H17NCl2 · HCl)
Chemical structure:




What Is It
Sertraline is in a class of drugs called selective serotonin reuptake inhibitors. Sertraline affects chemicals in your brain that may become unbalanced and cause depression, panic etc. Sertraline is used to treat depression, obsessive-compulsive disorder, panic disorder, and posttraumatic stress disorder (PTSD). Sertraline may also be used for purposes other than those listed in this medication guide.

Tuesday, January 11, 2005

Gam is baat ka nahin ki tum na mili...

Gam is baat ka nahin ki tum na mili...
Tumhara deedar tak na mila ye mukaddar ki baat hai...

Aasoon jo na bah sake moti jaise thhe...
Tumne paani samajh liya ye mukaddar ki baat hai...

Sirf ek ehsaas hai jo teri yaad dilata rahta hai...
Aur koi ehsaas hi nahin ye mukaddar ki baat hai...

Gulabon ne tujhse khusbu churayi ye koi atishyokti nahin...
Mere daaman ke katen sirf mukaddar ki baat hai...

Mere pyaar ki gahrayi tum samajh na saki...
Tumne kosihsh hi na ki ye mukaddar ki baat hai...

Gila is baat ki nahin ki ye dil toot gaya...
Koi marham bhi to nahin ye mukaddar ki baat hai...

Teri yaad me gazal likh kar din guzaar diye hain...
Gazal poori nahin hui ye mukaddar ki baat hai...

is gazal ko kisi tarah tuj tak pahunchana chahta thha....
hawaoon ne tak inkaar kiya ye mukaddar ki baat hai...

Tere hi rang me mai rang gaya hoon

Tere hi rang me mai rang gaya hoon
Mujhe lagta hai tu hai mere paas…

Bas tera mujhe intazaar hai..
Bas tere khayal aur vichar..
Bas Tu hi hai meri chahat…
Bas tu hi hai mera pyaar…

Tere hi rang me mai rang gaya hoon
Mujhe lagta hai tu hai mere paas…

Bas tu hi ha meri subaha…
Bas tu hi hai meri shaam…
Bas tu hi hai meri dhadakan…
Bas tu hi hai meri muskan…

Har more pe mujhe tu nazar aaye…
Tere khayalon ko bhoola na jaye…
Chahe kitne bhi gam mere paas hon…
Saari khushiyan tere paas aayen…

Tere hi rang me mai rang gaya hoon
Mujhe lagta hai tu hai mere paas…

Tere hi rang me mai rang gaya hoon
Mujhe lagta hai tu hai mere paas…

Mere geeton me tu hi sur hai…
Meri saragam tu hi hai taal…
Mere jeevan ki tu tamanna…
Mere hothon pe baas tera naam…

Meri sason me tu hi khushboo..
Meri dhadkan ki tu hai awaz…
Chand tare tere liye laaoon..
Tujhe karta hoon mai itna pyaar...

Tere hi rang me mai rang gaya hoon
Mujhe lagta hai tu hai mere paas…

Har geet se mere rang chalakte hain…
Badal bhi saton rangon me baraste hain..
Manzil ki rahon me aaye koi pathhar..
Rang loonga usko ban jayenge raste…

Yaadein...Teri mere saath hain...

yaaden teri mere saath hain...
Pyaari baten...teri mere saath hain...

tere liye ye dunia bhula doon...
Chand tare...tere liye la doon...
Mere geet hain tere liye...
Sangeet hai...tere liye...

yaaden teri mere saath hain...
Pyaari baten...teri mere saath hain...

deewana...mai ho gaya hoon...
Dunia se anjana mai ho gaya hoon....
Bin tere adhoora hoon mai....
Tere pyaar me pagal hoon mai...

yaaden teri mere saath hain...
Pyaari baten...teri mere saath hain...

Intazaar hai...tera mujhe...
Itna pyaar hai..tujhse mujhe...
Ikraar karle...Tu mujhse...
Karle pyaar..tu mujhse....

yaaden teri mere saath hain...
Pyaari baten...teri mere saath hain...

A LOVE POEM BY ME

Just know that the love I have for you…
Is not to be put in a reflux or queue…
Like a variable in an infinite loop…
Be in my heart always and never stop…

My heart is like vacuum always, unread…
and the love I have has only one thread…
You are in my heart not in a granulation bed…
Hope to convey my love I have well said….

Like a batch reactor that is stand alone…
I'm an engineer who earns a lot on my own…
All my thoughts for you are well flown…
I find myself completely in love zone…

The way a mercury plug swiftly flows…
The way an HCl mist in reactor grows…
The way a TNT dynamite blows…
Your image in my heart always glows…

You are my love o. sweetheart dear…
This thought of mine is crystal clear…
This is my love letter to you please don't tear…
Without your reply I really can't bear…

If Kelvin can be converted to degree…
Or if e-mails can be sent for free…
Why on earth can't you and me…
For the rest of our life time together be…

Desh Raag Hai Tujhko Samarpit

Following was composed after taking few words from a poem written by Prof Vishnu Dutt Rakesh.
It was performed during Diwali Night by a group of singers.


Desh Raag hai tujko samarpit tu hai mera desh mahan
Ganga-Yamuna ki paridhara karti tera gaurav gaan

tere charano me mera naman
Prano ka hai tujhe vachan
Desh raag se teri archana
DharaN karne yogya tu hi hai ek matra savita bhagavaan
Bhomandal par garimaman hai tera pavan sheesh mahan

Desh Raag hai tujko samarpit tu hai mera desh mahan
Ganga-Yamuna ki paridhara karti tera gaurav gaan

Vande mataram Vande mataram
Sa sa re ni dha pa, pa dha pa dha ma ga re,
malayaja sheetalaam...
Spatic sadrish hon vimal gyan se karta prerit budhdhi prakash
Vah agyaan timir ka nashak kare sumangal kare vikas

Desh Raag hai tujko samarpit tu hai mera desh mahan
Ganga-Yamuna ki paridhara karti tera gaurav gaan

Brahman Kshatrya vaishya harijan jan
karmashrit hain varna vibhajan
BHarat ma ke ek putra sab
BHarat maa ke ek putra sab ek hriday hai ek hi praN
Teri raksha me tatpar hain khade himalay veer javaan

Desh Raag hai tujko samarpit tu hai mera desh mahan
Ganga-Yamuna ki paridhara karti tera gaurav gaan

ni ni sa sa sa sa re re sa sa sa sa...
ni sa re sa ni sa re sa,
vande matram
vande matram

Desh Raag hai tujko samarpit tu hai mera desh mahan
Ganga-Yamuna ki paridhara karti tera gaurav gaan

thanks !

Thanks manas boss for sending me this thing.