Thursday, April 09, 2009

India Nite 2009



Friday, April 03, 2009

Ram tum mere man me ho

Ram tum mere man me ho, 
Ram tum chintan me ho. 
Bhakti se bhar do ye gagar, 
Ram tum karuna ke sagar. 

tumhare charNo me mera naman, 
tumhari bhakti mera vachan, 
moksha marg kalpana tumhari  
sweekrit karo bhakti hamari 

He Ayodhya Naresh Siyapati 
Ramchandra dayanidhan 
DharaN karne yogya tumhi ho 
ek matra savita bhagwaan 

Sheesh jhuka natmastak 
hai tumhara rambhakt
Mai rahoon sharaN tumhari ...Jai ho !