Aisa kyun kar gaya koi !
This poem is dedicated to Sowmya, who wrote the first 4 lines. I completed the rest.
The painting was sent by Manoj ! Really fantastic painter !
In hoton se muskaan le gaya koi...
in aankhon mein aasoon de gaya koi...
har lamha yaadgaar banata tha woh...
par ab un saare haseen lamhon ko hi le gaya koi...
Hamsafar nahin tha par safar ka saathi thha koi...
Raah bisarti thi to yaad dilata tha koi...
Jane kis mod par aisa hua to bhi kya...
Ki manjil ki raah me tanhayee de gaya koi...
Uska saath na milta to bhi gum nahin tha koi...
Angan me phool na khilte to bhi gum nahin tha koi.
Magar jane kis ghadi me mujhse hua aisa kya...
Ki phol nahi mere daaman me to katen de gaya koi...
Sehra ki bhigi ret se ghar usne banaya tha...
Baat thi ki lahron ko bhi khamoshi ka ehsaas tha...
Magar jane kisne kyun aur kya kuch aisa kiya...
Ki ghar to ghar ret se namo nishan tak mita gaya koi...
kuch palon ka hi saath tha to kya hua...
hathon me hath that to patjhad bhi sawan sa lagta thha...
magar fir andhi aisi chali ki kya kahoon...
falak me andhera aur gamon ki barish de gaya koi...

2 Comments:
tumne mera poem hi bigaad diya!! :|
maine tumhe kya format bola tha?? u dint follow tat! :(
Anywayz, i m going to finish it today ya tomorrow...
n u dint have any copy rights either...so i m going to sue u!! :D hee hee!
Hi,
Whatever Sowmya I think its a good work.
Post a Comment
<< Home